Posted by admin on February 7, 2008 under Hindi Lyrics |
aaj mausam bada beimaan hai bada
beimann hai, aaj mausam
aane waalaa koii tuufaan hai koii

tuufaan hai, aaj mausamkyaa huaa hai, huaa kuch nahiin hai
baat kyaa hai pataa kuch nahiin hai
mujhse koii Kataa ho gaii to
is mein merii Kataa kuch nahiin hai
Kuubasuudat hai tuu rut javaan hai
kaalii-kaalii ghaTaa Dar dahii hai
ThanDii aahe hawaa bhar dahii hai
sabko kyaa-kyaa gumaan ho dahe hain
har kalii ham pe shak kar dahii hai
phuulon kaa dil bhii kuchh badgumaan hai
ai mere yaar ai husn waale
dil kiyaa main ne tere hawaale
terii marzii pe ab baat Theharii
jiine de chaahe tuu maar Daale
tere haathon mein ab merii jaan hai
Posted by admin on under Hindi Lyrics |
Patthar ke sanam, tujhe hamne, muhabbat ka khuda jaana
Badi bhool huwi, are hamne, ye kya samjha ye kya jaana

Chehra tera dil mein liye, chalte chale angaaron pe
Tu ho kahin, sajde kiye hamne tere rukhsaaron pe
Ham sa na ho, koyi diwaana, patthar ke …
Socha na thaa badh jaayengi, tanhaaiyaan jab raaton ki
Rasta hamein dikhalaayengi, shama-e-wafa in aankhon ki
Thhokar lagi, phir pehchaana, patthar ke …
Eh kaash ke hoti khabar tune kisse thhukraaya hai
Shisha nahin, saagar nahin, mandir-sa ik dil dhaaya hai
Saara aasmaan, hai viraana, patthar ke …
Posted by admin on under Hindi Lyrics |
Pal pal dil ke paas tum rehtee ho
Jivan methee pyaas, yeh kehtee hai
Har shaam aankho par tera aanchal leharayein
Har raat yaadon ki barat le aayee

Me bhaans leta hun tere khushboo aatee hai
Ek mehaka mehka sa paygaam laati hai
Mere dil ki dhadkan bhi tere geet gati hai
Pal pal dil ke paas tum rehtee ho
Jivan methee pyaas, yeh kehtee haiKal tumko dekha tha, mein ne apne aangan me
Jaise keh rahi thi tum muje baandh lo bandhan me
Yeh kaisa rishta hai yeh kaise sapne hai
Baigaane ho kar bhi kyon apne lagte hai
Mai soch me rehta hu, dar dar ke kehta hun
Pal pal dil ke paas tum rehtee ho
Jivan methee pyaas, yeh kehtee hai
Tum samjogi kyon itna me tumse pyaar karoon
Tum samjogi diwana mai bhi ikraar karoon
Diwano ke yeh baatein diwane jaante hai
Jaalne me kya hai, parwane jaante hai
Tum yun hi jaalte rehna aa aakar khwaabon me
Pal pal dil ke paas tum rehtee ho
Jivan methee pyaas, yeh kehtee hai
Posted by admin on under Hindi Lyrics |
Tumhare shaher ka mausam barha suhana lagge..
Main eik shaam chura loon agar bura na lagge..

Tumhare bas mein agar ho to bhul jao mujye..
Tumhe bhulane mein shayad mujye zamana lagge..
Humare pyaar se jalne laggi hai eik duniya..
Duwa karro kissi dushman ki bad duwa na lagge..
Main eik shaam chura loon agar burra na lagge..
Tumhare shaher ka mausam barra suhana lagge..
Jo dub na hai to itne sakoon se dubbo..
Ke ass paas ki lehroon ko bhi pata na lagge..
Kuch is aadha se mere saath bewafai kar..
Ke tere baad mujye koi bewafa na lagge..
Tumhare shehar ka mausam barra suhana lagge…
Main eik shaam chura loon agar burra na lagge…
Posted by admin on February 6, 2008 under Hindi Lyrics |
| Movie Name |
Madhumati, 1958 |
| Lyrics |
Dil tadap tadap ke keh rahaa hai |
| Lyricists |
Shailendra |
| Musician |
Salil Choudhary |
| Singer(s) |
Mukesh and Lata Mangeshkar |
Mukesh : Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa
Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa.
Tu naheen to yeh bahaar kyaa bahaar hai?
Gul naheen khile ke teraa intezar hai

Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa
Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa.
Lata : Dil dhadak dhadak ke deh rahaa hai yeh sadaa
Tumhari ho chukee hoon mein, tumhare paas hoon sadaa.
Tumse meri zindageekaa yeh singaar hai
Jee rahee hoon mein ke muzko tumse pyaar hai.
Mukesh : Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa
Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa.
Lata : Dil dhadak dhadak ke deh rahaa hai yeh sadaa
Tumhari ho chukee hoon mein, tumhare paas hoon sadaa.
Mukesh : Musquaraate pyaar kaa asar hai har kaheen
Hum kahan hein dil kidhar hai kuchh khabar naheen.
Lata : Musquaraate pyaar kaa asar hai har kaheen
Hum kahan hein dil kidhar hai kuchh khabar naheen.
Mukesh : Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa
Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa.
Lata : Dil dhadak dhadak ke deh rahaa hai yeh sadaa
Tumhari ho chukee hoon mein, tumhare paas hoon sadaa.
Posted by admin on under Hindi Lyrics |
| Movie Name |
Baat Ek Raat Ki |
| Lyrics |
Naa Tum Hame Jaano |
| Lyricists |
|
| Musician |
|
| Singer(s) |
Suman Kalyanpur – Hemant Kumar |
Naa tum humei jaano, naa hum tumhe jaane
Magar lagataa hain, kuchh ayesaa, meraa humadam mil gayaa

Ye mausam ye raat choop hain
Do hothhon kee baat choop hain
Khaamoshee sunaane lagee hain daasataa
Najar ban gayee hain, dil kee jubaan
Mohabbat ke mod pe hum
Mile sab ko chhod ke hum
Dhadakate dilon kaa leke ye kaarawaan
Ke jaayenge dono jaane kahaa?