Aaj mausam bada beimaan (Loafer)
Posted on February 7th, 2008
-- Sponsored Links --
-- Sponsored Links --
aaj mausam bada beimaan hai bada
beimann hai, aaj mausam
aane waalaa koii tuufaan hai koii
tuufaan hai, aaj mausamkyaa huaa hai, huaa kuch nahiin hai
baat kyaa hai pataa kuch nahiin hai
mujhse koii Kataa ho gaii to
is mein merii Kataa kuch nahiin hai
Kuubasuudat hai tuu rut javaan haikaalii-kaalii ghaTaa Dar dahii hai
ThanDii aahe hawaa bhar dahii hai
sabko kyaa-kyaa gumaan ho dahe hain
har kalii ham pe shak kar dahii hai
phuulon kaa dil bhii kuchh badgumaan haiai mere yaar ai husn waale
dil kiyaa main ne tere hawaale
terii marzii pe ab baat Theharii
jiine de chaahe tuu maar Daale
tere haathon mein ab merii jaan hai
Filed under Hindi Lyrics |
Comments are closed.
