Prashant Mhatre

Make Money, Programming, Bollywood, Marathi

  • You are here: 
  • Home
  • Lyrics Hindi duet Dil Tadap Tadap Ke

Lyrics Hindi duet Dil Tadap Tadap Ke

Posted on February 6th, 2008


-- Sponsored Links --


Movie Name Madhumati, 1958
Lyrics Dil tadap tadap ke keh rahaa hai
Lyricists Shailendra
Musician Salil Choudhary
Singer(s) Mukesh and Lata Mangeshkar

-- Sponsored Links --


Mukesh : Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa
Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa.

Tu naheen to yeh bahaar kyaa bahaar hai?
Gul naheen khile ke teraa intezar hai
Dilipkumar Vaijayantimala

Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa
Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa.

Lata : Dil dhadak dhadak ke deh rahaa hai yeh sadaa
Tumhari ho chukee hoon mein, tumhare paas hoon sadaa.

Tumse meri zindageekaa yeh singaar hai
Jee rahee hoon mein ke muzko tumse pyaar hai.

Mukesh : Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa
Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa.

Lata : Dil dhadak dhadak ke deh rahaa hai yeh sadaa
Tumhari ho chukee hoon mein, tumhare paas hoon sadaa.

Mukesh : Musquaraate pyaar kaa asar hai har kaheen
Hum kahan hein dil kidhar hai kuchh khabar naheen.

Lata : Musquaraate pyaar kaa asar hai har kaheen
Hum kahan hein dil kidhar hai kuchh khabar naheen.

Mukesh : Dil tadap tadap ke keh rahaa hai aa bhi jaa
Tu hamse aankh naa churaa, tujhe quasam hai aa bhi jaa.

Lata : Dil dhadak dhadak ke deh rahaa hai yeh sadaa
Tumhari ho chukee hoon mein, tumhare paas hoon sadaa.

Filed under Hindi Lyrics |

Comments are closed.